Aey Charah Gar e Shaoq Lyrics
Aey Charah Gare SHaoq Aey Charah Gare SHaoq
Jo dil se har ik ghair ki chahat ko bhula de
Bus daikh liya duniya ke rishton ka tamasha
makhlooq se umeed ke sab diye ko bujha de
paakeza tamanaein bhi lati hain udaasi
har zaouq talab shaoq tamana hi mitaa de
de lazat deedar ki be hoshi main woh hosh
jo hasti ki tareef w taaeen ko gunwaa de
ik main hoon faqat to ho auw aalem hoo ho
aey hassn azal saare hajat utha de
Main khud ko bhi khud apne se phir dhond na paaon
youn aatish soozan se meri raakh jala de
hoon tere hajat ki dehleez pa kab se
ik baar zara daikh le ik parda hata de
sao baar bulaya tujhe sao baar sataya
tu bhi to kabhi raaat ko mil chup ke nida de
khud dikh le tu suya hai main jaag raha hoon
tu bhi kabhi to meri wafaon ka silaa de
bas aik hi suurat hai idhr un ki nazar ki
juz unke har ik yaad har ik baat bhula de
qn hook si uthti hai dil raaz se tahir
is basti weeran ke khus w khaashaak jala de

No comments: